Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


kuchh khwaab dekhe hain kuchh rang soche hain ab maine kal apne tere sang soche hain iss raah mein jab bhi tu saath hoti hai kisson ke pannon si har baat hoti hai rooh jo huyi meri fida to pal mein uthi koi sada ke dil se hua juda juda toota main iss tarha sadka kiya yun ishq ka ke sar jhuka jahan deedar hua sadka kiya yun ishq ka ke sar jhuka jahan deedar hua tere mudne se suraj mud gaya teri roshni ke saaye mein main dhoop si khili mera aasman bhi chhota padh gaya mujhe jab se hai baahon mein teri panah mili woh thehri teri ada ada ke ruk bhi gaya mera khuda to mujh pe yeh asar hua toota main iss tarha sadka kiya yun ishq ka ke sar jhuka jahan deedar hua sadka kiya yun ishq ka ke sar jhuka jahan deedar hua teri khushboo mein bheege khat mile tere rang ki siaahi se likhe padhe sune teri baaton ke woh saare silsile meri dil ki kahani si suni kahin bune main kar na sakun bayaan bayaan ke chup si huyi meri zubaan yeh dil mehmaan hua hua toota main iss tarha sadka
sadke heer tujhpe hum faqeer sadke tujhse loot kar tere hi dwaar aaye tu to phoolon ki sej pe jaa baithiiiiii mere hisse mein raahon ke khaaaaaaar aaye jhuthe waade the tere wafaa jhuthiiiiiiiii khote saude mein zindagi haar aayeeeeee yehi ishq hai to keh do duniyaa seeeeee kisi butt pe naa kisi ko pyaaaaaar aaye de de dil humara humen waapas jogi le kar yahi pukaar aaye aur maange jo kuchh to maut maangeeeeee tere darr pe hain aakhiri baaaaaaar aaye jogi le kar yahi pukaaaaaar aaye
yenada iddu aisi kisi hajjaam ki kismat na ho khoti kainchi ki kamaayi ki jagah jail ki roti ye insaaf hua duniya se aye yaar safa chat insaaf hua duniya se aye yaar safa chat ab dekhiye aaiyo dekhiye kab hota hai sansaar safa chat sansaar safa chat sansaar safa chat insaaf hua duniya se aye yaar safa chat safa chat safa chat safa chat chat chat dai dai dai dai dai dai dai dai dhika dai dhika dai dai dai dai dai dai dai dai dai dhika dai dhika dai dhika dai dhika dai dhika dai dhika dai dai ta dai ta dai ta dai ta dai dai dai ta dai ta dai ta dai ta dai dai dai ta dai ta dai ta dai ta dai ta duniya mein agar koi bhi hajjaam na hota sab daadhiyaan rakhte koi gulfaam na hota mashhoor zamaane mein hai hitlar ki jo munchhen kainchi na agar hoti to ye naam na hota shuru cut ho dhom cut duniya mein agar koi bhi hajjaam na hota sab daadhiyaan rakhte koi gulfaam na hota mashhoor zamaane mein hai hitlar ki jo munchhen kainchi na agar hoti to ye naam na hota aaiyyo yo yo yo
banegi aashaa ik din teri ye niraasha kaahe ko roye ayeeeeee chaahe jo hoyee ayeeee safal hogi teri aaradhanaa kaahe ko roye ayeeeee chaahe jo hoyee ayeeee safal hogi teri aaradhanaa kaahe ko roye sama jaaye iss mein toofan jiyaa tera saagar samaan sama jaaye iss mein toofan jiyaa tera saagar samaan nazar teri kaahe ye naadaan chhalak gayiiiii gaagar samaan oooooooo jaane kyun tune yun aansuwan se nain bheegoye kaahe ko roye ayeeeeee chaahe jo hoyee ayeeeee safal hogi teri aaradhanaa kaahe ko roye diya toote to hai maati jale to ye jyoti bane diya toote to hai maati jale to ye jyoti bane bahe aansun to hain paaniiii ruke to ye moti bane oooooooo ye moti aankhon ki poonji hai ye naa khoye kaahe ko roye ayeeeeee chaahe jo hoyee ayeeeee safal hogi teri aaradhanaa kaahe ko roye kahin pe hain dukh ki chhaya kahin pe hain khushiyon ki dhul oreeeee oooooo oooooo kahin pe hain dukh ki chhaya kahin pe hain khushiyon ki dhul bura bhala jaisa bhi hai yehi to hai baghiyaa ka
ab na mujhko yaad beeta main to lamhon mein jeeta chala ja raha hoon main kahaan pe ja raha hoon kahaan hoon iss yaqeen se main yahan hoon ki zamana yeh bhala hai aur jo raah mein mila hai thodi door jo chala hai woh bhi aadmi bhala tha pata tha zara bas khafa tha woh bhatka sa raahi mere gaanv ka hi woh rasta puraana jise yaad aana zaroori tha lekin jo roya mere bin wo ek mera ghar tha puraana sa darr tha magar ab na main apne ghar ka raha safar ka hi tha main safar ka raha idhar ka hi hoon na udhar ka raha safar ka hi tha main safar ka raha idhar ka hi hoon na udhar ka raha safar ka hi tha main safar ka raha main raha oo oo main raha wo oo main raha aaa aaaa aaaa meel pattharon se meri dosti hai chaal meri kya hai raah jaanti hai jaane rozaana zamana wohi rozaana sehar sehar fursaton ko bechta hoon khaali haath jaata khaali lautta hoon aise rozaana rozaana khud se begaana jab se gaanv se main shehar hua itna kadva ho gaya ki zehar hua main toh rozana na chaaha
sagar nahin hai to kya hai sagar nahin hai to kya hai teri aankh ka nasha to hai badal nahin hai to kya hai badal nahin hai to kya hai teri zulf ki ghata to hai sagar nahin hai to kya hai meri tamanna ki mehfil se tum yun uth ke jaane lage ho aisi bhi kya berukhi rooth kar hamse aankhe churaane lage ho churaane lage ho mausam nahin hai to kya hai mauka yeh pyaar ka to hai sagar nahin hai to kya hai hmmm hmmm hmmm hmmmm teri ghani zulf ke saaye mein chaar pal saath tere jiyenge sagar se roz peete hain aaj teri nazar se piyenge nazar se piyenge saaki nahin hai to kya hai ik shokh dilruba to hai sagar nahin hai to kya hai shayad yahi hai qayaamat ki raat maan lene ko ji chaahta hai teri kasam aaj dil hi nahin jaan dene ko jee chaahta hai jee chaahta hai qaatil nahin hai to kya hai qaafir teri ada to hai sagar nahin hai to kya hai haaye badal nahin hai to kya hai hmm hmmm hmmm hmmm sagar nahin hai to kya hai
sagar se gehra hai pyaaaar humaraaaa sagar se gehra hai pyaaaar humaraaaa hum marr jaayenge jee nahin paayenge hum marr jaayenge jee nahin paayenge saath kabhi chhuta jo tumharaaa aa aa aa aa tumhara sagar se gehra hai pyaaaar humaraaaa hum marr jaayenge jee nahin paayenge hum marr jaayenge jee nahin paayenge saath kabhi chhuta jo tumharaaa aa aa aa aa tumhara sagar se gehra hai pyaaaar humaraaaa seene mein dil dil mein dhadkan dhadkan mein tu hai samaaya seene mein dil dil mein dhadkan dhadkan mein tu hai samaaya kitne dinon tadpi hoon main tab jaa ke tujhko hai paaya mere dil pe mere yaar ab hai tera ikhtiyaar ab hai tera ikhtiyaaaaaar sagar se gehra hai pyaaaar humaraaaa sagar se gehra hai pyaaaar humaraaaa aye mere dost kismat meri dekho hai kya rang laayi aye mere dost kismat meri dekho hai kya rang laayi apne milan ki rutt haseen barso ke hai baad aayi dooriyon ko ab mitaa aa gale se lag jaa aa gale se lag jaaaaa sagar se gehra hai pyaaaar humaraaaa sagar se
ooooo ooo hoooo hoooo tod ke jhoothe bharam ke fande tod ke jhoothe bharam ke fande sheesh jhuka kar dekh to bande sheesh jhuka kar dekh to bande ho sakta hai ho sakta hai teri bhi sun le sabki sunne wala sagre jagat ka ek rakhwala mohan murli wala sagre jagat ka ek rakhwala shyam ki leela main kya jaanun ho shyam ki leela main kya jaanun main logon ki baat na maanun dars dikhaye saamne aaye dars dikhaye saamne aaye mujhse chhupne wala sagre jagat ka ek rakhwala mohan murli wala sagre jagat ka ek rakhwala
sai baba bolo sai baba bolo sai baba bolo sai baba bolo sai baba bolo sai baba bolo dagmag jag ye dol raha hai dagmag jag ye dol raha hai aasan se mat dolo sai baba bolo sai baba bolo sai baba bolo sai baba bolo aankhen sukhi mann rota hai baba humara kyun sota hai khol ke aankhen dekh le baba khol ke aankhen dekh le baba tere bina yahaan kya hota hai tere bina yahaan kya hota hai laut ke aaja sai humare apni aankhen kholo raam sai bolo shyam sai bolo sai raam bolo sai shyam bolo sai baba bolo sai baba bolo tu to rehmat khuda ki sai tu to muhabbat khuda ki sai tu to kudrat khuda ki sai tu to kudrat khuda ki sai tu to surat khuda ki sai tu to surat khuda ki sai tum bin jeevan zehar hai sai aabe zamzam gholo allah sai bolo maula sai bolo awwal allah noor upaaya kudrat ke sab bande kudrat ke sab bande kirpaa kar de aye aye aye aye aye aye kirpa kar de naanak roopi sab hovange change sab hovange change haaa sab hovange change sab grantho ka arth tumhin ho sab grantho
tu hi faqeer tu hi hai raaja tu hi hai sai tu hi hai baba sai naath sai naath sai naath tere hazaaron haath sai naath tere hazaaron haath jis jis ne tera naam liya jis jis ne tera naam liya tu ho liya uske saath sai naath sai naath sai naath tere hazaaron haath sai naath tere hazaaron haath jis jis ne tera naam liya jis jis ne tera naam liya tu ho liya uske saath sai naath sai naath sai naath tere hazaaron haath sai naath tere hazaaron haath itt dekhoon to tu laage kanhaiyaa utt dekhoon to durga maiyya itt dekhoon toooooo itt dekhoon to tu laage kanhaiyaa utt dekhoon to durga maiyya naanak ki muskaan hai mukh par shaan e muhammad bhi hai mukh par shaan e muhammad bhi hai mukh par sai naath sai naath raam naam ki hai tu maala gautam waala tujh mein ujaala raam naam ki hai tu maala gautam waala tujh mein ujaala neem tere ki meethi chhaya badle har chole ki kaaya badle har chole ki kaaya sai naath sai naath tera dar hai daya ka saagar sab mazhab bharte hai gaagar tera
mann ye sahib ji jaane hai sab ji phir bhi banaaye bahaane naina nawaabi ji dekhen hai sab ji phir bhi naa samjhe ishaare mann ye sahib ji haan karta bahaane naina nawaabi ji samjhe ishaare dheere dheere nainon ko dheere dheere jiyaa ko dheere dheere bhaayo re saibooo dheere dheere begaana dheere dheere apna sa dheere dheere laage re saibooo aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa surkhiyaan hain hawaaon mein do dilon ke milne ki hoooo oooo aur diya hai nazaaron mein lamha ye tham jaane de kaise huzoor ji ye labb dikhlaaye chupi laga ke bhi gazab hai ye dhaaye dheere dheere nainon ko dheere dheere jiyaa ko dheere dheere bhaayo re saibooo dheere dheere begaana dheere dheere apna sa dheere dheere laage re saibooo laage re saibooo dheere dheere dheere dheere dheere dheere dheere dheere
nana na na nana nana na na nana nana nana nana nana nana na na nana nana nana nana nana nana hoo maine to maanga tha saheli jaisa saiyaan haan maine to maanga tha saheli jaisa saiyaan muaa palle pada paheli jaisa saiyaan paheli jaisa saiyaan paheli jaisa saiyaan haan bhoola bhoola sa rehta hai jhoola jhoola sa rehta hai nai delhi mein bareli jaisa saiyaan bareli jaisa saiyaan bareli jaisa saiyaan hoo maine to maanga tha na nana na nana nana nana na nana nana nana na nana nana nana na nana nana nana na nana nana nana na nana na saara din afwaahon saa udtaa phirtaa hai gali gali gali gali mora saiyaan hoo aa ke ghar angheethi saa baaten karta hai jali jali jala jala mora saiyaan baaware ne hi baawari kiya haaye maine kya panga le liya chhulo bhooton ki haweli jaisa saiyaan haweli jaisa saiyaan bareli jaisa saiyaan haa maine to maanga tha saheli jaisa saiyaan hooo uthte hi akhbaar pe toot padta hai subah subah bhookha saa mora saiyaan haan biwi se jyaada to ye tv se
mose chhal kiye jaaye haaye re haaye haaye dekho saiyaan beimaan saiyaan beimaan mose chhal mose chhal mose chhal kiye jaaye haaye re haaye haaye dekho saiyaan beimaan samjha ke main to haari dhamkaaya dinhi gaari ni ni ni ni re re ga ga ma ma pa pa dha ni sa sa sa samjha ke main to haari dhamkaaya dinhi gaari aur karun bhi kya dekho mora jeeyara haan jeeyara kalpaaye jeeyara kalpaaye mohe haaye haaye dekho saiyaan beimaan mose chhal mose chhal mose chhal kiye jaaye haaye re haaye haaye dekho saiyaan beimaan mann ka hai bairi kaala dil jise de daala ni ni ni ni re re ga ga ma ma pa pa dha ni sa sa sa mann ka hai bairi kaala dil jise de daala preet mori pal pal roye tadpaaye tadpaaye tarsaaye tadpaaye tarsaaye mohe haaye haaye dekho saiyaan beimaan mose chhal haaaa aaaaa mose chhal mose chhal kiye jaaye haaye re haaye haaye dekho aaaaa saiyaan beimaan dekho saiyaan beimaan dekho saiyaan beimaan mose chhal kiye jaaye dekho saiyaan beimaan hoooo ooooo oooo beimaan
saiyaan bina ghar soona soona saiyaan bina ghar soona raahi bina jaise sooni galiyaan bin khushboo jaise sooni kaliyaan saiyaan bina ghar soona soona saiyaan bina ghar soona soona din kaali ratiyaan asuvan se bheegi takiyaan har aahat pe dari dari raah take meri akhiyaan soona din kaali ratiyaan asuvan se bheegi takiyaan har aahat pe dari dari raah take meri akhiyaan chaand bina jaise sooni ratiyaan phool bina jaise sooni bagiyaan saiyaan bina ghar soona saiyaan bina ghar soona soona saiyaan bina ghar soona soona saiyaan bina ghar soona andhiyaare baadal chhaaye kuchh bhi na mann ko bhaaye dekh akeli ghere mujhe yaadon ke kaale saaye andhiyaare baadal chhaaye kuchh bhi na mann ko bhaaye dekh akeli ghere mujhe yaadon ke kaale saaye chaand bina jaise sooni ratiyaan phool bina jaise sooni bagiyaan saiyaan bina ghar soona soona saiyaan bina ghar soona aansoo yun naa bahaao ye moti na lutaao rukti nahin hai waqt ki dhaara pal pal badle jag ye saara rukti nahin hai waqt
saiyaan chhod de baiyaan mori patli kaliyaan mud jaayegi tera haath naa chhodun tera saath naa chhodun kahaan jaayegi saiyaan chhod de baiyaan mori patli kaliyaan mud jaayegi tera haath naa chhodun tera saath naa chhodun kahaan jaayegi dekho ji dekho kahin dekhe naa zamaana dekho ji dekho kahin dekhe naa zamaana pyaar humara ban jaaye naa fasaana achchha nikala hai ye jaane ka bahaana achchha nikala hai ye jaane ka bahaana saiyaan chhod de baiyaan mori patli kaliyaan mud jaayegi tera haath naa chhodun tera saath naa chhodun kahaan jaayegi saiyaan chhod de baiyaan mori patli kaliyaan mud jaayegi tera haath naa chhodun tera saath naa chhodun kahaan jaayegi tum mere kaun ho ye duniyaa naa jaane tum mere kaun ho ye duniyaa naa jaane apni bala se koi maane yaa naa maane pyaar mein itne bhi bano naa deewane pyaar mein itne bhi bano naa deewane saiyaan chhod de baiyaan mori patli kaliyaan mud jaayegi tera haath naa chhodun tera saath naa chhodun kahaan jaayegi saiyaan
saiyaan dil mein aana re aa ke phir na jana re hoye aa ke phir na jana re tham thama tham tham raja ban ke aana re mohe le ke jana re ho mohe le ke jana re tham thama tham tham chandani raat hogi taron ki baraat hogi chandani raat hogi taron ki baraat hogi pehle pehle pyar ki peheli peheli baat hogi pehle pehle pyar ki peheli peheli baat hogi khushi khushi gaayenge hum geet suhana re saiyaan dil mein aana re aa ke phir na jana re hoye aa ke phir na jana re tham thama tham tham thodi thodi chhed hogi thoda thoda pyaar hoga thodi thodi chhed hogi thoda thoda pyaar hoga kabhi iqraar hoga kabhi inkaar hoga kabhi iqraar hoga kabhi inkaar hoga tera manana mera ruth jana re saiyaan dil mein aana re aa ke phir na jana re hoye aa ke phir na jana re tham thama tham tham tum mere paas hoge ghum badi door hoga tum mere paas hoge ghum badi door hoga kehta hai jiya mera hoga zuroor hoga kehta hai jiya mera hoga zuroor hoga lana re lana tashrif lana re saiyaan dil mein aana re aa
saiyaan jao jao mose na bolo ab na mohe satao saiyaan jao jao mose na bolo ab na mohe satao saiyaan jao aaa aaaa aaa aaa aaa aaa aaaa aaaa phool si mori chhodo kalai phool si mori chhodo kalai phool si mori chhodo kalai chhedo na mujhko o harjai chhedo na mujhko o harjai preet ki pyaar ki batiyaan chhodo ji preet ki pyaar ki batiyaan chhodo hata saiyaan jao jao mose na bolo ab na mohe satao saiyaan jao aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaaa aaaa sooraj din ke raat ke chanda sooraj din ke raat ke chanda dalo na muh pe kirnon ka fanda dalo na muh pe kirnon ka fanda jhoomat ghoomat more dware dina jhoomat ghoomat more dware dina aa saiyaan jao saiyaan jao saiyaan jao saiyaan jao saiyaan jao jao mose na bolo ab na mohe satao saiyaan jaaaao saiyaan jaaaao saiyaan jaaao
hooo hooo hoooo ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho hoye ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho hoye saiyaan jhoothon ka bada sartaaj nikla saiyaan jhoothon ka bada sartaaj nikla mujhe chhod chala mukh mod chala dil tod chala bada dhokhebaaz nikla saiyaan jhoothon ka bada sartaaj nikla ho ho hoooooo ho ho hoo hoo ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho hooo chal diya zulmi mujhse bahana bana mere nanhe se dil ko nishana bana chal diya zulmi mujhse bahana bana mere nanhe se dil ko nishana bana bada teekha woh daiyya teekha woh teerandaaz nikla mujhe chhod chala mukh mod chala dil tod chala bada dhokhebaaz nikla saiyaan jhoothon ka bada sartaaj nikla ho ho hoooooo ho ho hoo hoo ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho hooo maine ik din zara si jo ki maskhari ho ho hooooo maine ik din zara si jo ki maskhari chala nazren ghumma ke wo gusse bhari mera chhaila bada mera chhaila bada naaraz nikla mujhe chhod chala mukh mod chala dil tod chala bada dhokhebaaz nikla saiyaan
ha ha ha ha haa ha ha ha haa ha ha ha haa ho ho hoo ha ha haa saiyaan kaise dhaarun dheer haaye pag thumak chalat bal khaaye haaye saiyaan kaise dhaarun dheer paayal baaje na koi jaage na haaye haaye re saiyaan kaise dhaarun dheer saiyaan kaise dhaarun dheer paagal sajni apne sajan ki chal nahin paawe raah milan ki paagal sajni apne sajan ki chal nahin paawe raah milan ki kaanta chubh chubh jaaye haaye saiyaan kaise dhaarun dheer khili chandni jale saajni haaye haaye re saiyaan kaise dhaarun dheer saiyaan kaise dhaarun dheer chhupke milan chali tumse jo chhaliya dekh ke jal gayi kaali koyaliyaa chhupke milan chali tumse jo chhaliya dekh ke jal gayi kaali koyaliyaa bairan shor machaye haaye saiyaan kaise dhaarun dheer koi jaane na bairan maane na haaye haaye re saiyaan kaise dhaarun dheer saiyaan kaise dhaarun dheer saiyaan o more saiyaan parvat upar piya tori nagri dekhat chhalke nainon ki gagri parvat upar piya tori nagri dekhat chhalke nainon ki gagri pag tharr
saiyaan le gayi jiya teri pehli nazar ho saiyaan le gayi jiya teri pehli nazar kaisa jadoo kina tune mo pe o jadugar saiyaan le gayi jiya teri pehli nazar kaisa jadoo kina tune mo pe o jadugar saiyaan le gayi jiya teri pehli nazar pehle laga tu ik sapna sa ab to lage tu mohe apna sa pehle laga tu ik sapna sa ab to lage tu mohe apna sa le chal haath pakad ke sajna chaahe jidhar saiyaan le gayi jiya teri pehli nazar kaisa jadoo kina tune mo pe o jadugar saiyaan le gayi jiya teri pehli nazar aa gayi balam teri baaton mein kya hai na jaane teri aankhon mein aa gayi balam teri baaton mein kya hai na jaane teri aankhon mein bhool gayi main pyaar mein tere apni dagar saiyaan le gayi jiya teri pehli nazar kaisa jadoo kina tune mo pe o jadugar saiyaan le gayi jiya teri pehli nazar jaanu ke tu harzaayi hai sochun kyun aankh milaayi hai jaanu ke tu harzaayi hai sochun kyun aankh milaayi hai lekin tujhko dekh rahi na kuchh bhi khabar saiyaan le gayi jiya teri pehli nazar ho
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Sadka I Hate Luv Storys (2010) 05:43 32707
 
Poster of I Hate Luv Storys (2010)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2010
Lyricist
Anvita Dutt
Music Director- 
Vishal Shekhar
On Screen Actors- 
Sonam Kapoor, Imran Khan
Duration : 05:43   Song Number : 32707   

Sadke Heer Tujhpe Mera Naam Joker (1970) 04:24 12389
 
Poster of Mera Naam Joker (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 04:24   Song Number : 12389   

Safa Chat Preetam (1971) 06:46 15200
 
Poster of Preetam (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Manna Dey
On Screen Actors- 
Mehmood
Duration : 06:46   Song Number : 15200   

Safal Hogi Teri Aradhana Aradhana (1969) 05:39 21205
 
Poster of Aradhana (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Sharmila Tagore
Duration : 05:39   Song Number : 21205   

Safar Jab Harry Met Sejal (2017) 06:00 38612
 
Poster of Jab Harry Met Sejal (2017)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2017
Lyricist
Irshad Kamil
Music Director- 
Pritam
Singer- 
Arijit Singh
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan
Duration : 06:00   Song Number : 38612   

Sagar Nahin Hai To Kya Hai Natak (1975) 04:56 37735
 
Poster of Natak (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vijay Arora, Maushmi
Duration : 04:56   Song Number : 37735   

Sagar Se Gehra Hai Pyaar Humara Majhdhaar (1996) 07:24 15622
 
Poster of Majhdhaar (1996)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1996
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Salman Khan, Manisha Koirala
Duration : 07:24   Song Number : 15622   

Sagre Jagat Ka Ek Rakhwala Nastik (1983) 02:38 38385
 
Poster of Nastik (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Master Raajesh, Baby Pinki
Duration : 02:38   Song Number : 38385   

Sai Baba Bolo Shirdi Ke Sai Baba (1977) 08:04 18516
 
Poster of Shirdi Ke Sai Baba (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Manoj Kumar
Music Director- 
Pandurang Dixit
Duration : 08:04   Song Number : 18516   

Sai Naath Tere Hazaaron Haath Shirdi Ke Sai Baba (1977) 06:58 18517
 
Poster of Shirdi Ke Sai Baba (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Manoj Kumar
Music Director- 
Pandurang Dixit
On Screen Actors- 
Shatrughan Sinha, Master Teeto
Duration : 06:58   Song Number : 18517   

Saiboo Shor In The City (2011) 03:14 17050
 
Poster of Shor In The City (2011)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2011
Lyricist
Sameer, Priya Panchal
Music Director- 
Sachin, Jigar
Duration : 03:14   Song Number : 17050   

Saiyaan U Me Aur Hum (2008) 03:50 11165
 
Poster of U Me Aur Hum (2008)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2008
Lyricist
Munna Dhiman
Music Director- 
Vishal Bharadwaj
Singer- 
Shreya Ghoshal
On Screen Actors- 
Kajol
Duration : 03:50   Song Number : 11165   

Saiyaan Beimaan Guide (1965) 03:37 12355
 
Poster of Guide (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Duration : 03:37   Song Number : 12355   

Saiyaan Bina Ghar Soona Aangan Ki Kali (1979) 05:17 38843
 
Poster of Aangan Ki Kali (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Shaili Shailendra
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Rakesh Roshan, Lakshmi
Duration : 05:17   Song Number : 38843   

Saiyaan Chhod De Baiyaan Rakhi (1962) 03:18 12453
 
Poster of Rakhi (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Pradeep, Waheeda Rehman
Duration : 03:18   Song Number : 12453   

Saiyaan Dil Mein Bahar (1951) 03:31 21207
 
Poster of Bahar (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 03:31   Song Number : 21207   

Saiyaan Jao Jao Mose Na Bolo Jhanak Jhanak Payal Baaje (1955) 04:10 36056
 
Poster of Jhanak Jhanak Payal Baaje (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Vasant Desai
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sandhya
Raag- 
Des
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:10   Song Number : 36056   

Saiyaan Jhoothon Ka Bada Do Ankhen Barah Haath (1957) 04:41 12332
 
Poster of Do Ankhen Barah Haath (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Vasant Desai
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sandhya
Duration : 04:41   Song Number : 12332   

Saiyaan Kaise Dharun Dheer Sitaron Se Aage (1958) 06:11 39869
 
Poster of Sitaron Se Aage (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 06:11   Song Number : 39869   

Saiyaan Le Gayi Jiya Ek Phool Do Mali (1969) 03:24 21208
 
Poster of Ek Phool Do Mali (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Sadhna, Sanjay Khan, Balraj Sahni
Duration : 03:24   Song Number : 21208